Monday, March 19, 2012

in the ether

for months now i have fought it
the urge
the desire
to reach out to you
for weeks and a day i have resisted
saying the words
not a day has gone by that i have not felt it
the love
this ache
that will NOT go away
i have laid in bed and i have cried
i have run until my body is defeated
i have screamed until my voice is gone
i have tortured my very essence
my soul...
and yesterday
i said it
i wrote it
and i sent it
it is now on its way
out there
in the ether
and now there is silence
i cried last night
into the silence
as you have so many nights
as i have so many nights
and now i sit
in the ether
in the silence
of the noise
i have just given words to

5 comments:

faizan abbas said...

"in the ether"


i only say about this


"aey athraa ISHQ nai sonrh dainda


saari raat jagaai rakhda aey...


jis nu vi aey lang janda


ohnuu mehshar tak suli charaai rakhda aey.."

http://www.youtube.com/watch?v=w77hI0uSQQA


just copy this url link and paste it...........YOUR answer,somehow...pleaseeeeeee

faizan abbas said...

"in the ether"

http://www.youtube.com/watch?v=H8qV_au1e4w&feature=related


this is very special ............

Anonymous said...

i am so happy today!
because ,aaj subah aik aashiq say mulaqat hui,us kay jism,rooh,lab..sirf aik hi naam lay rahay thay..baar baar..the words are


"saari khudai khuda vich gum aey


te allah MADINAY DAY MAHI vich gum.."


subhanallah...
i can't forget this....

subtain said...

i said it
i wrote it
and i sent it




i feel it very deeply..."in the ether"


in the silence
of the noise

faizan abbas said...

"NAZAR"


""Nazar mila kar kisi nay yaro nazar ka jadoo chala dia hai

na janay kaisi dikhaein aankhain k pal mein apna bana lia hai


na din ko rahat na chain shab ko ye kaisi uljhan mein aa phansa hoon

khuda hi janay kisi nay mujh par ye kaisa jadoo chala dia hai


nazar nay mil kar nazar say aakhir ajeeb shohrat junun mein pai

k jis nay dekha kaha usi nay nazar ka maara ye phir raha hai


na pooch mujh say k kaisay guzri,guzaar di jis tarah bhi guzri

kisi pay koi gila nahi nahi hai,ye apni taqdeer ka likha hai


nahi muhabat rahi jo mujh sayto is mein kuch zor hi nahi hai

kisi nay nazrain jo phair li hain batao us ka ilaaj kya hai


nazar nay jis dam nazar ko dekha to phir nazar hi nazar mein ae dil

nazar nay batain nazar say kar k nazar say sab kuch 'nazar' kia hai


wo chupkay chupkay say muskurana, wo chupkay chupkay say baat karna

andheri raatoon mein aana jaana,galay wo milna kahan gaya hai


ye baat aapas mein hi hui hai k mujh mein tujh mein doi nahi hai

hai aik hi zaat ka ye jalwa nazar jo dono mein aa raha hai


kaha jo main nay k baad mardan meray janaazay pay haath rakhna

to hanstay hanstay kaha ye us nay jahaan mein aisa kabhi hua hai


nahi hai mushtaq ab maza kuch ye dil lagi aik khel si hai

kabhi muhabat kabhi hai nafrat ye ek tamaasha bana hua hai""