Monday, March 5, 2012

kashish

kaisi ajab si azmaish hai
wujood e kashish 
tujhay pukaarnay ki chahat bhi hai
aur pukaarnay say parhaiz bhi hai
gar kar diyay bad parhezi
to khud pay bohat ziyati hai
jo na kiye bad parhezi
tab bhi khud pay ziyati hai
kaisi ajab si yeh azmaish hai



2 comments:

faizan abbas said...

wah!
tujhay pukaarnay ki chahat bhi hai

aur pukaarnay say parhaiz bhi hai

gar kar diyay bad parhezi

to khud pay bohat ziyati hai

jo na kiye bad parhezi

tab bhi khud pay ziyati hai

kaisi ajab si yeh azmaish hai
kaisi ajab si ye azmaish hai...

wah subhanallah!!!!!

great..

faizan abbas said...

i must say

'the kashish of YOUR urdu shairi is also great'
though YOUR urdu is weaker then english asYOU said in NKS,but AAP KI shairi se bilkul nahi lagta,balkey mujhe sometimes AAP ki urdu poetry parh ke aisa lagta hai k jaise ALLAMA IQBAL ya kisi urdu ke bary poet ka kalaam hai..and no doubt this is the kalaam of great poet "SHAHNAZ KHAWAJA",its true,keun k yahan pakistan mein jo bhi is waqt barey naam hain urdu poetry mein,jo bhi hain YOUR urdu poetry is much much better than all,its true....

KEEP WRITING IN URDU.....ITS GREAT

aur shairi wohi hoti hai jis ki kashish mein aap ka dil khincha chala jaye......i am wright or not