Tuesday, February 28, 2012

aaj kal kuch aisa sama hai

saagar,
toofan ka mausam hai
saakit na baith
tujhay kasam hai
aaj barrasta aasman hai
saakit na baith
tujhay kasam hai

parda hai yeh ankhon pay
teri palkhon ka
ya lehrain bichi hui hain
saagar kay seenay main
kay ansoo aaj beh gaye
beetay ghammon kay

faulad ka dil hai
ruh hai malang
azad parinda hai
uraan teri bunyaad

aaj kal
kuch aisa sama hai
aaj kal kuch aisa sama hai...

6 comments:

faizan abbas said...

"faulad ka dil hai
ruh hai malang
azad parinda hai
uraan teri bunyaad"

'SUBHANALLAH'

AND"KYA URAAN HAI AAP KI SHAIRI MEIN"
thats greattt!

"ruh hai malang"

faizan abbas said...

SIR ALLAMA IQBAL(R.A)

"Toheed-e-hasti hamari hai,saara hai jahaan hamara


Ham kafiroon key kafir,kafir hai khuda hamara"

your poetry in urdu is so great,so beautiful,i categorize YOUR poetry in 'KALAAM' as SHAHNAZ'S KALAAM

GREAT!KEEP IT UP!!!

faizan abbas said...

aaj kalkuch aisa sama hai

aa(k)j kal kuch aisa sama hai...

i think there is 'j' instead of 'k'

faizan abbas said...

please follow this link

HE WAS GREAT "MALANG" OF HIS TIME

http://www.youtube.com/watch?v=JjTNJq3LjXI&feature=related

"HOPE YOU LIKE IT" ACHA LAGA TO ZAROOR BATAIYE GA!!!

faizan abbas said...

please follow this link

HE WAS GREAT "MALANG" OF HIS TIME

http://www.youtube.com/watch?v=JjTNJq3LjXI&feature=related

http://www.youtube.com/watch?v=7Ud0JpySOlw&feature=related
"HOPE YOU LIKE IT" ACHA LAGA TO ZAROOR BATAIYE GA!!!

faizan abbas said...

"MALANG RUH"

is ko zaroor sunay gi

http://www.youtube.com/watch?v=5wDVz96UbBA